Thursday, 15 May 2014

Santa Sugar Test Funny Joke 2014 - 2015

Santa Sugar Test Funny Jokes

Santa: Chemist ke pass gaya aur bola bhai kuch help chahiye
 
Chemist: haan bolo?

aur santa ne Apni davai ki bottle me se ek chamach chemist ko pila ke pucha:

meetha hai kya?

Chemist: nahi to, kyu kya hai ye.

Santa: bas yahi puchna tha, doctor ne kaha tha ki chemist ke paas jakar URINE Test karwa kar pata karo ki
URINE me sugar hai ke nahi! LOL